Saturday 15 November 2014

ISME AZAMYA MAALIKU/YA MALEEK/YA MALIKU

YE ISM HUM MA’NIHUM SAFAAT HAI-IN TEENO ISMA SE JO BHI 91 ISM A’DAD 100 KE LEHAZ 90 SE AAP KE NAAM MUTABIQ HO UN KO USI TA’DADYANI QAEDA AWWAL KE MUTABIQ PADHE-IMAM ALI RAZA RA-ZI’ALLAHO’ANHO FARMATE HAI YE ISM BAHUT SARI’UL’IJABATHAI-MAGAR (UN ME SE KISI)ISM KO AATH HAZAAR EK SAU MARTABA PADH KAR JO DUA MANGE QUBOOL HO-(TANWEER’UL’ASMA)TANGDASTI BEROZGARI KE LIYE YA MAALIKU 90 BAAR YA MALEEK 100 BAAR YA MALIKU 91 BAAR ROZANA PADHE TO KH-ALQ SE BE NEYAZ HO AUR DAULAT DUNIYA US KI JANIB RUJOOKARE (TANWEER) AGAR IS ISM KO ISME QUDDUS SE MILAKAR PADHE YANI (AL’MULKUL’QUDDUS 260 BAAR) TO AGAR SAHIBEMELK YANI SAHIBE IZZATO IQBAL HO YA KAROBAR TA MULAZ-MAT YA JIS OHDE PAR FA’EZ HO TO MAULA TA’ALA US KE MELK YANI MANSAB KO QAYEM O DAYEM RAKHE AUR IZZATO RAHMATMILE AGAR 90 BAAR HI PADHE TO DIL MUNAWWAR HO-(DALAEL’UL’KHAIRAT SHAREEF)

ISME AZAM YA RAHEEMU

IMAM ALI RAZA RAHMAT’ULLAH’ALIHE IRSHAAD FARMATE HAI KE IS ISM KO(258)MARTABA ROZANA TILAWAT KARE TO US KA ANJAM BAKHAIR HO-MARTE WAQT BA IMAANJAYE-SAKRATO QABR W PULSIRAT KI MANZILE ASAN HO-BARAEQAZAE HAJAAT ISM YA ALLAH YA RAHMAN YA RAHEEM PAR AMAL MARQUMHAI- BAHUT ZUD ASAR AUR MUJARRAB HA- HAR ROZ 500 MAR-TABA TO DAULAT MAND HO KHALQ’ULLAH MEHARBAN HO-

ISME AZAMYA REHMANU

JO LOG AMURE DEENI W DUNYAVI KAHELI W GAF-LAT KI WAJAH SE APNI JANO PAR ZULM KARTE HAI UNHE CHAHIYE KE BAAD HAR NAMAZ SAU MARTABA MADAWAMAT KARIEN- TANWEER ME HAI KE US KE DIL KO ZULMATO GAFLAT W SUSTI SE PAAK KARE-JO BACHE PADHNESE BHAGATE HO AURDIL NA LAGTE HO UN KO PANCH WAQTA PAANI PAR DUM KAR KE PILAYE- SAHIBE DALAEL FARMATE HAI(298)BAAR BAAD NA-MAZE FAJR PADHE TO ALLAH TAALA US PAR RAHMAT FARMAYEDIL KO ROSHAN FARMAYE MIRGI WAALE KE KAAN ME 40 MAR-TABA EK SAANS ME PADH KAR DUM KARE- FAURAN HOSH ME AYE-KASHF AGAR 40 ROZ DO HAZAAR PANCH SAU MARTABA SHARA’ET TILAWAT KARE TAMAM ASRAR MUSHAHEDA KARE

ISME AZAM YA ALLAH

YA ALLAH

YE NAAM ISME ZAAT AUR TAMAM SAFATE ILAHI KA JAME HAI-TANWEER ME HAI AGAR KOI SHAKHS ROZANA EK HA-ZAAR MARTABA YA ALLAH PADHE MUSTAJABUD DA’WAAT HO JAYE-SAHIBE DALAEL TEHREER FARMATE HAI JO KOI BAAD HAR NAMAZ SAU BAAR PADHTA HAI SAHIBE BATIN AUR KASHF HOJO KOI TEEN HAZAAR EK SAU PACHIS(3125)ISM KO LIKH KAR AATE ME GOLI BANAKAR DARYA ME DALE KHUDA CHAHE TO UNNEES ROZ ME MURAD HASIL HO-(AGARCHE TAKHTE SHAHI KI TAMANNA HO) EK KHAAS AMAL WUS-ATE RIZQ KA DARJA HAI KYUNKI WO AMAL SIRF TEEN YAUM KAHAI-IS LIYE AKSAR NAZRE INTEKHAB USI PAR THERTI HAI CHAHIYE KE IS AMAL KO MUAKKIL KI HAZRI KI NIYAT SE NA PADHE KE IS ZAMANA ME AMAL BA MUAKKIL KARNA BAHUT DUSHWAR HAI-IS LIYE BEHTAR TAREEQA YE HAI KE AMAL TEEN YAUM ISI TARKEEB SE BAGAIR TARK JALALI W JAMALI KE PADHE SIRF JHOOT W DEGAR MAMNU’AT SHURAH SE BACHTA RAHE BAAD TEEN YAUM 400 SAU MARTABA ROZANA WIRD ME RAKHE-INSHAALLAH ROZANA JIS CHEEZ KI KHWAHISH HO ZARURAT HO GAIB SE PAHUNCHTI RAHE IS ISM KE MUAKKIL GAIBANA US KI ITA’ATKARTE RAHENGE-MUJARRABO AAZMUDA HAAI-NAQSH ISME ALLAH KA SONE KI PATR PAR KUNDAH KARA KE ANGUSHTARI ME PEHNE MU’AZZAZ HO

 FOR SPRITIAL HELP

OR QUESTIONS E-MAIL

Amelqadri@gmail.com

DONT FORGET IN YOU PRAYERS 

AMEL QADRI 

ISME AZAM YA HOO

ISME ZAAT BARI TA’ALA HAI SAHAB TANWEER UL ASMATEHREER FARMATE HAI KE AHLE TAHQEEQ NE ISM E AZAM KAH-A HAI AUR YE KHAAS TAREEN ISM HAI-ASMAYE BARI TA’ALA SE AUR ASMAAYE HASNAH ME SAB SE PEHLE WAQEA HUA HAI AGAR KOI SHAKHS 29 MARTABA YA HOO KAHE TO ATISHE DOZAKH US PAR HARAAM HO-JIS KA DIL AKHERAT KE ANJAM SE LARZA WATARSA HO ALLAH’HU KA ZIKR KARE HASHR ME MUTMAEEN HOGA- TANWEERUL ASMA ME HAI HUZOOR SALLALLAHU ALAIHE WASALLAM NE IRSHAD FARMAYA AGAR KOI SHAKHS PANCHSHAMBA KO ROZA RAKHE AUR CHINI KE PYALE PAR LA’ILAHA’ILALLAHU LIKH KAR AABE BARA.N YA AABE CHASHMA SE DHO KAR ROZA IFTAR KARE MARZ NASYAAN KHATAM HO JAYE JO YAAD KARE KABHI NA BHULE MASHOOR KO PILAYE SEHAR DAFA HO AGARLIKH KAR APNE PAAS RAKHE TO HAR BALA SE MAHFUZ RAHE –DUSHMANO PAR MUZAFFAR O MANSUR HO HAR ACHE BURE KINAZAR ME MAQBOOL ULQAUL HO HAR DIL AZIZ HO-TANWEERME HAI EK MAJLIS ME BARA HAZAR MARTABA YA’ALLAH’YAHUKAHE KE JIN O INS O HOOSH O TIYUR JUMLA MAKHLUQATMUSAKHAR O MUTIE HO,PARIND O CHARIND,DARIND,ANS KAR-NE LAGE-KHAWAS ASHIYA O ULOOM  MUNKASHAF HO-

 FOR SPRITIAL HELP

OR QUESTIONS E-MAIL

Amelqadri@gmail.com

DONT FORGET IN YOU PRAYERS 

AMEL QADRI 

Saturday 8 November 2014

ISME AZAM 1

Laa ilaaha illaa anta, subhaanaka inniy kuntu minaz-dhaalimeen.’

Hakim narrates in his Kitaab (pg.506) of the Hadith narrated by Sa’ad ibn Abi-Waqqas (Radhiallaahu Anhu) that Nabi (Sallallaahu Alayhi Wasallam) said, ‘Yunus (Alayhis salaam) made this Du’aa at the time he was in his mother’s stomach. A Muslim who makes Du’aa with this, Allah will answer such a Du’aa.

There are many views regarding Ism-e-Azam. This is just one of them, but the most preferred saying is, ‘O Allah, verily I am asking you, verily I witness that you are definitely Allah, no God besides you are Ahadus-Samad, the One Who is Independent, The One Who does not give birth nor was he given birth to and there is non

 FOR SPRITIAL HELP
OR QUESTIONS E-MAIL
Amelqadri@gmail.com
DONT FORGET IN YOU PRAYERS 
AMEL QADRI 

ISME AZAM YA MUJIBU YA WADDOODU

Ismeazam ” Ya Mujeeb -Ya Wadood -Ya Rauf ”
First Day 361 times (recite names together, as written)
Later, daily after every prayer 28 times
-Darood Ibrahimi at least once before and after
-Recite for any legitimate need with Faith & Confidence in Allah Kareem.
-To get maximum benefits,plz say your prayers regularly.

 FOR SPRITIAL HELP
OR QUESTIONS E-MAIL
Amelqadri@gmail.com
DONT FORGET IN YOU PRAYERS 
AMEL QADRI 

WHAT IS ISME AZAM

What is Isme Azam and How it is extracted?
        An IsmeAzam is generally a set of Almighty Allah’s  two or three  names.   At times, it may comprise only  one sacred  name.  
It is extracted by carefully counting values of various HARUF (letters) in an individual’s name. 
After getting  the ‘Total’ , we consider the Almighty Allah’s 99 beautiful names and try to select those sacred names which make a numerical sum equal to the Total of the individual’s name.
Besides that, it is ensured that at least one of the selected names is compatible with the SURNAME (first letter of the individual’s name). This set of Allah’s names is called Isme-Azam. While reciting Ismeazam, the compatible name, invariably, leads other names included in the set of  Isme Azam.
Reciting own Ismeazam is the easiest and quickest way to seek Allah Kareem’ kind blessings and get rid of one’s difficulties and problems. However, to get maximum benefits from Ismeazam one should say his prayers regularly.
 FOR SPRITIAL HELP
OR QUESTIONS E-MAIL
Amelqadri@gmail.com
DONT FORGET IN YOU PRAYERS 
AMEL QADRI